Ads

Samsung-B310E Mobile Network Problem Solution

Aap sabhi Dosto ko Namaskar,
      samsung-B310E Mobile Network Problem ke bare me btaya hai, network problem bahut tarah ka hota hai.
1 = Network Bilkul nhi rahna,
2 = Network aana jana,
3 = Network kam hona,
4 = Network hona lekin call nhi lagna
.
Is Types ki problem hoti hai, mobile phone me to ham aaj samsung-B319E Mobile Network bilkul nhi tha, to aaj hm iska video bnaye hai, or video YouTube me upload hai aap Youtube me ja ke hamari videos dekh sakte hai link diya hua hai YouTube channel ka naam 4G Channel hai.


1 = Network Bilkul nhi rahna yah proby mera phone me tha or isko check karne ka sahi tarika yah hai.

Sabse pehlai Imei number check karna hai, agr sahi hai to hardware ka problem hai, agr sahi nhi hai ya fir 0 show kar rha hai imei number to yah Software ka problem hai.

Mera imei number sahi tha, to hm hardware se sahi kiye.

Aaj ham jante hai Hardware Repairing kaise kare hai, sabse pehlai Mobile ko kholengai or uske baad Network connection check karengai agr network connection me fold dekhayi de to jumper marengai fir check karengai agr aap avi tak hamari video nhi dekhe hai to link pe click kijye or video ko step by step dekh ke samj jaye.
A

See the Pictures Samsung-B310E Network Problem Solution
Thank-you my dear friend please support Follow, Like & Share.