Ads

How to Solve Epos Machine Network

Kya aap jan vitran parnali hai,
Agr aap jan vitran parnali hai, to yah post apke liye behad zaroori hai.

Kya apke paas E-pos Machine hai,
Agr hai to yah post acchi tarh samj le.


Network Problem Videos
https://youtu.be/9UVmD37NmaA

Network all Types of Problem

1 = Machine ko On Karne ke bad apka macbine me network nhi aata hai.

2 = Machine On hone ke baad kharab network ke wajh se apka machine nhi chalta hai.

3 = Machine ON hone ke bad aap Communication Settings ko Touch karne se aapka network gayab ho jata hai.

In Samsya se Chutkara paane ke liye ab aapko apna Epos Machine me kuch tarika apnana parega.

-: Types

1 = Apna Machine ka Display vme Communication Settings bko touch kare.


2 = Apko Screen pe dekhayi dega.
GSM
WIFI
EATHERNET
*GSM pe Click kare.

3 = Fir apko Screen pe dekhayi dega.
ETHERNET
WIFI
GSM
*GSM pe click kare.

4 = Sim Selection ka option dekhayi de rha hoga. 
*Sim Selection pe click kare.

5 = Apna Sim ko Select karna hai,
Apko Sim 1 Select karna hai.

Ab apko Back ho jana hai, uske baad machine ko off karna hai, fir apko machine ko ON karna hai.

Or jab Tak Network na aa jaye tab tk touch nhi karna hai.

Apko kahin bhi Dout ho to comment kare, ya fir hamare YouTube videos ko dekh ke samj sakte hai.

Thanks all of you Watching my post.